Thursday, December 27, 2007



Yeh Bala Ki Khaamoshi.....
Yeh Tanhaee....Yeh Sanata.....
Kuch Kahna Chahta Hai
Kuch Suna Chahta Hai....
Magar Main Hooon Kay Bas....
Khud Main Magan..
Dil Pay Naqsh Ebarat Ko......
Parti Hoon Aur Mitaa Daiti Hoon.....
Ankhoon Main Doobay Sailab Ko..
Roook Laiti Hoon.....
Izhaar Ka Her Moqaa Nikal Janay Kay Bad Bee....
Afsoos Ka Moqaa Nahi Milta.....
Her Tamana Her Khwaish....
Khud Main He Dam toor Jaati Hai.....
Dastak Daiti Her Khushi WapiS Luat Jati Hai.....
Yeh Sab Kuch Ho Janay Kay Bad bhi....
Meray Lab nahi Khultay..
....Dosto.. Tum Jaisa Be Samjho Main Aisi He
Hon....Main JAiSi Hon Main Waisi he Hon !!

4 comments:

A N Khan said...
This comment has been removed by the author.
A N Khan said...

Apni tanhai ka aalm tujh ko batau kase
apni barson ki trp chpaon kase
raha na ja tujh tere bin ab
main apne dill ko somajhu kase
najane kasi kashish he tujh main
main apne jazbat ko rok pau kase
najne kasi aas he tuh se
main apni umeedon ko rok pau kase
bara dilnashi he ahsas tera
main is ahsas se bahir aon kase
pata nahi kasa he ye diwanapan
main apni diwangi ko rok pau kase
bare pyar se sjaya he sapna ye apna
main apne in sapnoo ko tor pau kase
main yahan tu wahan
main apne ap ko smbhal pau kase

Anonymous said...

Nai Khabar Hain Kay Jeet May Hoon
Kay Haar May Hoon
Magar Ma Guzary Howay Din Okay
Hasar May Hoon
Wafaoon Ki Raho Ma Umar Guzari To Phir Ya Jana
Main Zindagi Ki Haqeeqtoon Say Farar Main Hon
Wo Apni Marzi Say Door Ja K Udas Hain
Aur
Main Us Ski Yaadon Say Dil Laga
Kay Qarar Main Hon

Anonymous said...

Wo mere kahani ko galat rang na dain day
Afsana nigaroo say mera zikar na kerna